Humne Ghar Chhoda Hai Lyrics | Dil | Sadhana Sargam, Udit Narayan

–male–
(Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai) – 2
Door kahin jaayenge
Nayi duniya basaayenge

–female–
Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai
Door kahin jaayenge
Nayi duniya basaayenge

–both–
Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai

–male–
(Tere bina jeena pade
Din voh kabhi bhi na aaye) – 2

–female–
Koi bhi aandhi ho, toofaan koi
Humko judaa kar na paaye

–male–
(Bas ek baar kiya hai
Maine tujhe pyaar kiya hai) – 2

–female–
Hum teri baahon mein
Jannat ko bhoolaayenge

–male–
Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai

–female–
(Chhat pyaar ki, dil ki zameen
Sapnon ki oonchi deewaarein) – 2

–male–
Kaliyaan mohabbat ki khilne lagi
Aayi milan ki bahaarein

–female–
(Janmon ki pyaas bujha de
Mujhko gale se laga de) – 2

–male–
Pyaar ke is mandir ko
Chaahat se sajaayenge

–female–
Humne ghar chhoda hai

–male–
Rasmon ko toda hai

–female–
Humne ghar chhoda hai

–male–
Rasmon ko toda hai

–female–
Door kahin jaayenge

–male–
Nayi duniya basaayenge

–both–
Humne ghar chhoda hai
Rasmon ko toda hai

MovieDil
SingerSadhana Sargam, Udit Narayan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *