Hum Yaar Hain Tumhare Lyrics | Haan Maine Bhi Pyaar Kiya | Alka Yagnik, Udit Narayan

Hum Yaar Hain Tumhare Lyrics | Haan Maine Bhi Pyaar Kiya | Alka Yagnik, Udit Narayan

Hum yaar hain tumhare dildaar hain tumhare
Humse mila karo humse mila karo

Hum yaar hain tumhare dildaar hain tumhare
Humse mila karo humse mila karo
Hum yaar hain tumhare dildaar hain tumhare
Humse mila karo humse mila karo
Koi shikwa agar ho aur shikayat agar ho
Humse gila karo humse gila karo
Jaa maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai
Hum pyaar hain tumhare dildaar hain tumhare
Humse mila karo o humse mila karo
Koi shikwa agar ho aur shikayat agar ho
Hum se gila karo o hum se gila karo
Jaa maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai
Hum yaar hain tumhare dildaar hain tumhare
Humse mila karo o humse mila karo

Zulfon ko girake palkon ko jhukana
Sikha hai kahan se yun jadoo chalana
Aata hai tumhe to yun baate banana
Jaoji hato bhi chhodo yun satana

Chha rahi hai khumari badh rahi bekaraari
Yun na hasaa karo yun na hasaa karo
O..koi shikwa agar ho aur shikayat agar ho
Humse gila karo o humse gila karo

Oh ho ho..

Deewano ke jaise karte ho shararat
Humko toh pata hai tere dil ki haqeeqat
Deewano ke jaise karte ho shararat
Humko toh pata hai tere dil ki haqeeqat
Samjho na zara tum mausam ka ishaara
Aise toh akele na hoga guzara
Aaa..aaa..aaa..aaa..
Aise aahen bharo na mastiyaan yun karo na
Zid na kiya karo ki zid na kiya karo
Koi shikwa agar ho aur shikayat agar ho
Humse gila karo humse gila karo
Hum pyaar hain tumhare dildaar hain tumhare
Humse mila karo o humse mila karo
Hum yaar hain tumhare dildaar hain tumhare
Humse mila karo humse mila karo
Koi shikwa agar ho aur shikayat agar ho
Humse gila karo humse gila karo
Haan maine bhi pyaar kiya hai.

MovieHaan Maine Bhi Pyaar Kiya
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
DirectorDharmesh Darshan
Music ComposerNadeem Saifi, Shravan Rathod
LyricistSameer
Star CastAkshay Kumar, Karisma Kapoor, Abhishek Bachchan
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *