Hay Yeh Tune Kya Kiya Lyrics | Duniya (1949) | Mohammad Rafi, Suraiya | C Ramchandra

(Hay yeh tune kya kiya mujhe phir yeh kya bata diya
Dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
Hay yeh tune kya kiya) – (2)

Hamne toh dil luta diya hamane toh sar jhuka diya – (2)
Abb toh jo ho huwa kare -2, hamne toh ghar jala diya
Dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
Hay yeh tune kya kiya

Hay yeh tune kya kiya mujhe phir yeh kya bata diya
Dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
Hay yeh tune kya kiya

Dil sey jo dil ko rah thee kab woh chhupaye chhup sakee – (2)
Hontho ne rok lee hansee aankho ne muskura diya – (2)
Dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
Hay yeh tune kya kiya

Hay yeh tune kya kiya mujhe phir yeh kya bata diya
Dard jo mitha mitha tha aur use badha diya
Hay yeh tune kya kiya

MovieDuniya (1949)
SingerMohammad Rafi, Suraiya
Music ComposerC Ramchandra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *