Hawao Ne Ye Kaha, Fizao Ne Ye Kaha Lyrics | Aap Mujhe Achche Lagne Lage | Udit Narayan | Rajesh Roshan

Nahi marna ganwara pyar me tumse ye kehna hai
Tumhe bhi jinda rehna hai, mujhe bhi jinda rehna hai

Kabhi aasan, kabhi mushkil, ajab hai pyaar ki rahe
Magar jo pyar karte hain, kabhi bharte nahi aahe

Hawao ne ye kaha, fizao ne ye kaha
Aayi pyaar ki ye rut badi tufani, tu darna na oh meri rani
Badlega ye mausam ari deewani, hum likhenge prem kahani
Kabhi aasan, kabhi mushkil, ajab hai pyar ki rahe…

Gardish me hi sahi ye sitare hamnashin
Dhundegi kal hame ye bahare hamnashin
Inteha pyar ki roj hoti nahi, pyarwale kabhi sabra khote nahi
Mohabbat ho jati hai, mohabbat ki nahi jati
Ye aisi chiz hai jo sabke hisse me nahi aati
Hawao ne ye kaha, fizao ne ye kaha…….

Woh mohabbat hi nahi jisme dil lut gaye
Deke kurbaniya premi khud mit gaye
Sochle janeman hamko milna hai abb
Aage pichhe nahi sath chalna hai abb
Mohabbat raz hai aisa, jo samjhaya nahi jata
Ye aisa git hai jo har saz pe gaya nahi jata
Hawao ne ye kaha, fizao ne ye kaha…….

MovieAap Mujhe Achche Lagne Lage
SingerUdit Narayan
Music ComposerRajesh Roshan
LyricistDev Kohli, Ibrahim Ashq

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *