Hath Aaya Hai Jab Se Teraa Hath Me Lyrics | Dil Aur Mohabbat | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor | O P Nayyar

Hath Aaya Hai Jab Se Teraa Hath Me Lyrics | Dil Aur Mohabbat | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor | O P Nayyar

Hath aaya hai hath aaya hai
Jab se tera hath me
Aa gaya hai naya rang jajbat me
Mai kaha hu mujhe yeh kabar hi nahi
Tere kadmo peh hi gir na jau kahi
Hath aaya hai
Jab se tera hath me
Aa gaya hai naya rang jasbat me
Mai kaha hu mujhe yeh kabar hi nahi
Tere kadmo peh hi gir na jau kahi
Hath aaya hai

Dil me najro se chhup chup ke aaya hai tu
Dil me najro se chhup chup ke aaya hai tu
Dil chura kar mera muskuraya hai tu
Tu kahe toh mai
Toh kahe toh mai
Ek bat tujhse kahu
Mera sathi nahi balki saya hai tu
Mera sathi nahi balki saya hai tu
Ungaliya jab jamane ki mujh par uthe
Kho naa jana kahi aise halat me
Roshani jindagi me mohabbat se hai
Varna rakha hai kya chandani rat me
Hath aaya hai

Dil ke jajbat ko mai na thukrayunga
Balki tasavire jasbat ban jayunga
Oh ho ha ha ha
Hak mohabbat ka
Oh ho ho o o
Hak mohabbat kaa hota hai kaise ada
Waqt aaya toh mai yeh bhi dikhlaunga
Waqt aaya toh mai yeh bhi dikhlaunga
Pyar ke devata ke kadam chum kar
Jindai najar kar dungi saugat me
Ab na ghabrao manjil ki duri se tum
Tum akele nahi mai bhi hu sath me
Hath aaya hai
Jab se tera hath me
Aa gaya hai naya rang jajbat me
Mai kaha hu mujhe yeh kabar hi nahi
Tere kadmo peh hi gir na jau kahi
Hath aaya hai

MovieDil Aur Mohabbat
SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor
DirectorAnand Datta
Music ComposerO P Nayyar
LyricistShevan Rizvi
Star CastJoy Mukherjee, Sharmila Tagore, Ashok Kumar, K N Singh, Johny Walker, Nasir Husain, Birbal, Bela Bose, Jagirdar, Jankidas, Anoop Kumar, Asha Nadkarni, Sachin Pilgaonkar, Tun Tun

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *