Hasinon mere paas aao
Main gaata hun tum muskurao
Meri raahon mein
Aankhein bichhaon
Arey tumse hi banegi
Meri mehbuba mehbuba
Mehbuba mehbuba
Jiski jhil si gehri aankho
Mein mera dil duba
Jiski jhil si gehri aankho
Mein mera dil duba
Main uska mehbub banuga
Woh meri mehbuba
Mehbuba mehbuba
Aye mehbuba
Jiski jhil si gehri aankho
Mein mera dil duba
Main uska mehbub banuga
Woh meri mehbuba
Mehbuba mehbuba
Aye mehbuba
Jahaan dekhi maine koi hasi
Naajhani mehjabi
Mere dil mein aayi wahin kahin
Aye meri mehbuba toh nahin
Ayii hiii hiii hiii hiii hiii
Jahaan dekhi maine koi hasi
Naajhani mehjabi
Mere dil mein aayi wahin kahin
Aye meri mehbuba toh nahin
Aye meri mehbuba toh nahin.
| Movie | Mehbooba |
| Singer | Kishore Kumar |
| Director | Shakti Samanta |
| Music Composer | Rahul Dev Burman |
| Star Cast | Rajesh Khanna, Hema Malini, Prem Chopra |
| Label | Saregama |
