Har Nayi Raat Lyrics | Raagrang | Lata Mangeshkar, Talat Mahmood

T: har nayi raat, naya dard liye aati hai
Neend aankhon se, bahut door hui jaati hai

Mat chhed zindagi ke khaamosh taar so ja
Dil-e-beqaraar so jaa – 2

Taare chamak ke apani manzil ko ja rahe hain-2
Manzil ki yaad mein ham aansu baha rahe hain-2
Har raat kah rahi hai, ae ashqbaar so ja
Dil-e-beqaraar so ja …

L: o~~ o~ o~~
Nazaren churaane vaale nazaren zara uthaanaa, nazaren zara uthaana
Seekha kahaan se toone ulfat mein dil jalaanaa, ulfat mein dil jalaana
O dil jalaane vaale, kahata hai pyaar so ja
Dil-e-beqaraar so ja …

MovieRaagrang
SingerLata Mangeshkar, Talat Mahmood

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *