Har Janam Me Hamara Milan Lyrics  | Kaagaz Ki Nao | Sarika, Raj Kiran | Asha Bhosle, Manhar Udhas | Sapan Jagmohan

Har Janam Me Hamara Milan Lyrics | Kaagaz Ki Nao | Sarika, Raj Kiran | Asha Bhosle, Manhar Udhas | Sapan Jagmohan

Har janam me hamara milan
Do dilo ka ujala rahe ha rahe
Mai tumhe devta man lu
Man mera ek shivala rahe
Har janam me hamara milan

Naino ka sangam hota rahe
Sapno ka sawan gata rahe
Naino ka sangam hota rahe
Sapno ka sawan gata rahe
Phulo ke mele lagte rahe
Gito ka mausam aata rahe
Bhor ki kiran sanjh ki pawan
Gunguna ke rahe
Mai tumhe devta man lu
Man mera ek shivala rahe
Har janam me hamara milan
Do dilo ka ujala rahe
Har janam me hamara milan.

MovieKaagaz Ki Nao
SingerAsha Bhosle, Manhar Udhas
DirectorB.R. Ishara
Music ComposerSapan Jagmohan
LyricistNaqsh Lyallpuri
Star CastSarika, Raj Kiran, Pradeep Kumar, I S Johar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *