Ham kis gali ja rahe hain – (2)
Apna koyee thikana nahee – (2)
Armano kee anjuman me, besud hain apnee lagan me
Apna koyee fasana nahee – (2)
Yeh yi yeh…ooo… – (2)
(Ek ajnabee sa chehara, rehta hain meree najar me
Ek dard aa ke thehara din rat darde jigar me) – (2)
Jagee hain kaisee talab see, yeh aarju hain ajab see
Lekin kisiko batana nahee – (2)
Ham kis gali ja rahe hain – (2)
Apna koyee thikana nahee – (2)
(Betabiya hain pal pal chhaya yeh kaisa nasha hai
Khamoshiyo me sada hosh bhee gumshuda hai) – (2)
Dar dar kaa ghumata hai, mastee me kyun jhumata hai
Divane dil ne jana nahee – (2)
Ham kis gali ja rahe hain – (2)
Apna koyee thikana nahee – (4)
| Movie | Doorie - Album |
| Singer | Atif Aslam |