Ham Hal E Dil Sunayege Lyrics | Madhumati | Mubarak Begum | Salil Chowdhury

Tumhara dil mere dil ke barabar ho nahi sakta – 2
Vo shisha ho nahi sakta ye patthar ho nahi sakta

Ham hal-e-dil sunayege suniye ki na suniye – 2
Sau bar muskurayege suniye ki na suniye
Suniye ki na suniye
Ham hal-e-dil sunayege

Rahega ishq tera khaq me mila ke mujhe
Huye hai ibtada-e-ranj itaha ke mujhe
Ham hal-e-dil sunayege suniye ki na suniye
Sau bar muskurayege suniye ki na suniye
Suniye ki na suniye
Ham hal-e-dil sunayege

Ajab hai aah meri naam daag hai mera
Tamam shahar jala doge kya jala ke mujhe
Ham hal-e-dil sunayege suniye ki na suniye
Sau bar muskurayege suniye ki na suniye
Suniye ki na suniye
Ham hal-e-dil sunayege suniye ki na suniye
Ham hal-e-dil sunayege

MovieMadhumati
SingerMubarak Begum
Music ComposerSalil Chowdhury
LyricistShailendra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *