Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
Gunaah kiya use ik din tanha chhod ke
Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
Gunaah kiya use ik din tanha chhod ke
Tu mil na paye
Hum jee na paaye
Kahi mar na jaaye kaisi hai
Kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe
Teri hi panahe
Kahi mar na jaaye zindagi
Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
Aankhe hai num
Dhadkan madham
Ab maan jaa roothe sanam
Sanse chubhan
Toota sa mann
Aur naa sataa
Oh jaaneman
Tu mil na paaye
Hum jee na paaye
Kahi mar na jaaye kaisi hai
Kaisi hai bebasi
Dil phir se chahe
Teri hi panaahe
Kahi mar na jaaye zindagi
Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
Mera har pal ab toh bojhal
Veeran sa dil yeh har dum
Lakho hai ghum
Tanha hai hum
Kaise sahe itna sitam
Tu mil na paaye
Hum jee na paaye
Kahi mar na jaaye
Kaisi hai
Kaisi hai bebasi
Dil phir se chaahe
Teri hi panaahe
Kahi mar na jaaye zindagi
Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke
Gunaah kiya use ik din tanha chhod ke
Aa gunaah kiya
Gunaah kiya
| Movie | Blood Money |
| Singer | Mustafa Zahid |
| Director | Vishal Mahadkar |
| Music Composer | Jeet Ganguly |
| Lyricist | Kumaar, Sayeed Quadri |
| Star Cast | Kunal Khemu, Amrita Puri, Manish Choudhary, Shekher Shukla, Mia Uyeda, Karan Mehra, Sandeep Sikand |

