Gulab Jism Ka Lyrics | Anjuman (1986) | Bhupinder Singh, Shabana Azmi | Mohammed Zahur Khayyam

Gulab jism ka
(Gulab jism ka
Yuhi nahi khila hoga) – (2)
Hawa ne pahle tujhe – 2
(Fir mujhe chua hoga
Hawa ne pahle tujhe) – (2)

(Sharir sokh kiran
Mujhko chum leti hai) – (2)
Jarur isme – 2
(Tera chhupa hoga
Jarur isme ishara) – (2)

(Meri pasand pe tujhko bhi
Rashk aayega) – (2)
Ke aayine se
(Ke aayine se jaha
Tera samna hoga) – (2)
Ke aayine se

(Ye aur baat ki mai
Khud na paas aa payi) – (2)
Mera saaya to
(Ha mera saya to
Har sab tujhe mila hoga) – (2)
Ha mera saya to

(Ye soch soch ke
Katti nahi hai rat meri) – (2)
Ke tujhko sote hue – 2
(Chand dekhta hoga
Ke tujhko sote hue) – (2)

(Mai tere sath rahungi
Wafa ki raaho me – (2)
Ye ahad hai
(Ye ahad hai na mere dil se
Tu juda hoga) – (2)
(Gulab jism ka
Yuhi nahi khila hoga
Hawa ne pahle tujhe
Fir mujhe chhua hoga) – (2)

MovieAnjuman (1986)
SingerBhupinder Singh, Shabana Azmi
Music ComposerMohammed Zahur Khayyam
LyricistShahryar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *