Gul Khile Chaand Raat Yaad Aai Lyrics | Diva (Asha Bhosle) | Asha Bhosle | Nazar Hussain

Gul Khile Chaand Raat Yaad Aai Lyrics | Diva (Asha Bhosle) | Asha Bhosle | Nazar Hussain

Gul khile chand raat yaad aayi
Gul khile chand raat yaad aayi
Aapki baat baat yaad aayi
Gul khile chand raat yaad aayi

Ek kahani ki ho gayi takmil
Ek kahani ki ho gayi takmil
Ek sawan ki raat yaad aayi
Aapki baat baat yaad aayi
Gul khile chand raat yaad aayi

Ashk aankho me phir umad aaye
Ashk aankho me phir umad aaye
Koi maazi ki baat yaad aayi
Aapki baat baat yaad aayi
Gul khile chand raat yaad aayi

Unki mehfil se laut kar shahzaad
Unki mehfil se laut kar shahzaad
Raunake kaaynat yaad aayi
Aapki baat baat yaad aayi
Gul khile chand raat yaad aayi
Aapki baat baat yaad aayi
Gul khile chand raat yaad aayi

MovieDiva (Asha Bhosle)
SingerAsha Bhosle
Music ComposerNazar Hussain
LyricistShehzad Jalundhari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *