Gujar Na Jaye Ye Khwaab Sa Safar (Solo) Lyrics | Rog | Shreya Ghoshal | M M Kareem

Gujar Na Jaye Ye Khwaab Sa Safar (Solo) Lyrics | Rog | Shreya Ghoshal | M M Kareem

Gujar na jaaye ye khwaab sa safar
Gujar na jaaye ye khwaab sa safar
Sab kuch simat ke aaya hai
Sirf ek pal me
Baahon me thaam lo tum
Ke phir mile na mile
Gujar na jaaye
Gujar na jaaye

Keh diya hai aaj aakhir tumse
Jo chhupaaye hum rahe gum sum se
Isse pehle bat hi jaaye raste
Apne bhi dil ki kaho kuch hamse

Tumhaari jo khaamoshi hai
Kahaaniya si kahti hai
Tumhaari jo tamanna hai
Wo muh chhupaaye rahti hai

Sab kuch simat ke aaya hai
Sirf ek pal me
Baahon me thaam lo tum
Ke phir mile na mile
Gujar na jaaye ye khwaab sa safar
Gujar na jaaye
Na jaaye

Puchhte ho haal mere dil ka
Hosh hai na raah na manjil ka
Ye badan me kya pighalta jaaye
Ek nasha ho jaise halka halka

Safar ye khatam na ho
Raahe kabhi kam na ho
Mile na mile manjil
Bhichhdane ka ghum na ho

Sab kuch simat ke aaya hai
Sirf ek pal me
Baahon me thaam lo tum
Ke phir mile na mile
Gujar na jaaye ye khwaab sa safar
Gujar na jaaye
Na jaaye

MovieRog
SingerShreya Ghoshal
DirectorHimanshu Brahmbhatt
Music ComposerM M Kareem
LyricistNeelesh Mishra
Star CastIrrfan Khan, Himanshu Mallik, Ilene Hamman, Suhel Seth, Munish Makhija, Akiv Ali, Shyamoli Varma, Ankur Desai, Denzil Smith

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *