Aala re aala govinda aala
Aala re aala re
Aala re aala govinda aala
Aala re aala re
Aaigo aaigo
O dil ke raja aaja re aaja
Sabko hai tujhse pyar aaigo
Dilwala tu hai matwala tu hai
Tujhsa nahi dildar
Aaigo hey aaigo
Aankho ka kajal
Paao ki payal
Tere gale ka haar aaigo
Ye aankho ka kajal
Paao ki payal
Tere gale ka haar aaigo
Ye tere latke ye tere jhatke
Baato ki ye takraar aaigo
Ye teri baate mithi hai khate
Sikha nahi tune payar aaigo
Banne laga hai sabka tu hero
Kaisa chadha hai bukhar aaigo aaigo
Dekho ye ladki chingari badki
Tumne jo sach keh diya
Mushkil padegi
Tik na sakegi
Notice jo humne liya
Dekho ye ladki chingari badki
Tumne jo sach keh diya
Mushkil padegi
Tik na sakegi
Notice jo humne liya
Hum jab bhi chahe tujhko nachaye
Ho ja jara hosiyaar aaigo aaigo
Baato mai teri dam kuch nahi hai
Pagla hai tu pagla
Harega baaji
Sun le re paji
Chakkar koi bhi chala
Baato mai teri dam kuch nahi hai
Pagla hai tu pagla
Harega baaji
Sun le re paji
Chakkar koi bhi chala
Sachi hai boli lekin hai goli
Aisa hai mera haar aaigo
Aankho ka kajal
Paao ki payal
Tere gale ka haar aaigo
Ye tere latke ye tere jhatke
Baato ki ye takraar aaigo
Ye teri baate mithi hai khate
Sikha nahi tune payar aaigo
Banne laga hai sabka tu hero
Kaisa chadha hai bukhar aaigo aaigo
Aala re aala govinda aala
Aala re aala re
Aala re aala govinda aala
Aala re aala re
Aala re aala govinda aala
Aala re aala re
| Movie | Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar |
| Singer | Alka Yagnik, Babul Supriyo |
| Director | Priyadarshan |
| Music Composer | Anand Milind |
| Lyricist | Ibrahim Ashq |
| Star Cast | Suniel Shetty, Mahima Choudhary, Paresh Rawal, Saurabh Shukla, Sanjay Narvekar, Neeraj Vora, Suhasini Mulay, Asrani, Radhika Menon, Nagma, Anjan Srivastava, Master Aditi, Usha Nadkarni |

