Ghadi Ghadi Bhar Aaye Lyrics | Shole | Shamshad Begum | Dhaniram

Ghadi Ghadi Bhar Aaye Lyrics | Shole | Shamshad Begum | Dhaniram

Ghadi ghadi bhar jiya bekrar o ho jiya bekrar
Aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho
Ghadi ghadi bhar jiya bekrar o ho jiya bekrar
Aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho

Ho bhor suhani udta panchhi geet ye gata jaye
Bhor suhani udta panchhi geet ye gata jaye
Dil ki duniyan jo thukraye jina use na aaye
Ho o jina use na aaye
Aap khilouna tode balak aap hi neer bahaye
Ho ho aap hi neer bahaye
Dil ka khilouna kyun tute tujhko tera gam kyun lute
Koun kahe phir aaye na balam taro bhari raat
Ho ho taro bhari raat ho
Aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho
Aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho

Ho dil ka tarana lav par aaye kape aur rah jaye
Dil ka tarana lav par aaye kape aur rah jaye
Teri javani man meena dharti pe jhume gaye ho ho
Geet adhure gaaye
Tere dil ke darvaje par pyar khada pachhitaye
Ho pyar khada pachhitaye
Hamko meet banane vale o hamko meet banane vale
Pyar ko uth kar gale laga le
Kaise jiye bemout ho balam naino ki barsat
Ho naino ki barsat
Aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho
Aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho

MovieShole
SingerShamshad Begum
DirectorB R Chopra
Music ComposerDhaniram
LyricistKamil Rashid
Star CastAshok Kumar, Beena Roy, Jeevan, Purnima Razi, Mohana Manuchan, Krishna 3, Baby Naaz, Master Romi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *