Ga Raha Tha Koi Lyrics | Sandesa – I (Ali Haider) | Ali Haider

Ga Raha Tha Koi Lyrics | Sandesa – I (Ali Haider) | Ali Haider

Gaa raha tha koi darakhton mein
Gaa raha tha koi darakhton mein
Raat nind aa gayi darakhton mein
Gaa raha tha

Chand nikla kufat ke taaro se
Aag si lag gayi darakhton mein
Mih jo barsa to barge jal me
Chhed di baansuri darakhton mein
Gas raha tha

Liye jaati hain mausam ki pukaar
Ajnabi ajnabi darakhton mein
Kitni aabadiya hin sheher se dur
Jaake dekho kabhi darakhton mein
Gaa raha tha

Chalte chalte dagar ujaalon ki
Jaane kyun mud gayi darakhton mein
Der tak uski tez aankho se
Roshni si rahi darakhton mein
Gaa raha tha koi darakhton mein
Raat nind aa gayi darakhton mein
Ga raha tha koi
Ga raha tha koi
Ga raha tha koi

MovieSandesa - I (Ali Haider)
SingerAli Haider

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *