Fatak Lyrics | Kaminey | Kailash Kher, Sukhwinder Singh | Vishal Bhardwaj

Fatak Lyrics | Kaminey | Kailash Kher, Sukhwinder Singh | Vishal Bhardwaj

Yeh bhanwara bhanwara aaya re
Ki bhanwara bhanwara aaya re
Yeh bhanwara bhanwara aaya re
Bhanwara bhanwara aaya re
Fatak
Fatak
Ki gungun karata aaya re fatak
Fatak
Bhanwara bhanwara aaya re
Gungun karta aaya re
Sun sun karata galiyo se abb tak koyi na bhaaya re
Fatak fatak

Are sauda kare saheli ka
Sar pe tel chameli ka
Are sauda kare saheli ka
Sar pe tel chameli ka
Kaan me itr gayaava re fatak fatak
Ki bhanwara bhanwara aaya re
Ki gungun karta aaya re
Ki bhanwara bhanwara aaya re
Ki gungun karta aaya re
Sun sun karata galiyo se abb tak koyi na bhaaya re
Fatak fatak

Ginati na karna iski yaro mein
Aawara ghumein galiyaaro mein
Ginati na karna iski yaro mein
Aawara ghumein galiyaro mein
Yeh chipaku hamesha satayega
Yeh jayega phir laut aayega
Khun ke mele katare hai
Jaan ke sare khatare
Ke aaya ke aaya ke aaya raat ka jaaya re fatak fatak
Ke aaya fatak ke aaya fatak ke aaya raat
Ka jaaya re fatak fatak

Jitana bhi juth bole thoda hai
Kidon ki basti ka makoda hai
Jitana bhi juth bole thoda hai
Kidon ki basti ka makoda hai
Yeh raton ka bichchhu hai katega
Yeh zehrila hai zeher chatega
Darwaazon mein kunde do dafa karo
Yeh gunde yeh shaitan ka saya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re
Gungun karta aaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re
Gungun karta aaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re
Gungun karta aaya re
Yeh sun sun karat galiyo se abb tak koyi na bhaaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re
Gungun karta aaya re
Ke bhanwara bhanwara aaya re
Gungun karta aaya re
Yeh ishq nahi aasaan
Aji yeh iska khatara hai
O o o o patvaar pehan jaana
Yeh aag ka dariya hai
Ki naiya dube na
Re bhawara kaate na
Ki naiya dube na
Re bhawara kaate na

MovieKaminey
SingerKailash Kher, Sukhwinder Singh
DirectorVishal Bhardwaj
Music ComposerVishal Bhardwaj
LyricistGulzar
Star CastShahid Kapoor, Priyanka Chopra, Amol Gupte, Deb Mukherjee, Rajatabha Dutta, Harish Khanna, Carlos Paca, Chandan Roy Sanyal, Tenzing Nima, Shiv Kumar Subramaniam, Hrishikesh Joshi, Satyajit Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *