Ek Nigah Mein Lyrics  | Gundaraj | Ajay Devgn, Kajol | Alisha Chinai, Kumar Sanu | Anu Malik

Ek Nigah Mein Lyrics | Gundaraj | Ajay Devgn, Kajol | Alisha Chinai, Kumar Sanu | Anu Malik

Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi
Meri to zindagi
Chura le gaya koi
Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi

Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi
Meri to zindagi
Chura le gaya koi
Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi

Ab kaise chain aaye
Bata aye nigahe yaar
Ab dil pe na ikhtiyaar hai
Na khud pe ikhtiyaar
Na lab hile na sine mein
Halchul kahin hui
Dil haar aaye aur
Khabar bhi nahi hui
Dil haar aaye aur
Khabar bhi nahi hui
Chupkese humko
Apna bana le gaya koi

Meri to zindagi
Chura le gaya koi
Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi

Ye bekhudi ye mast
Nigaho ki teri chaanv
Rakhte kahin hai paanv to
Padte kahin hai paanv
Ye haal e dil hua hai
Teri aasiqi ke baad
Hum ko to ab hamara
Pata bhi nahi hai yaad
Hum ko to ab hamara
Pata bhi nahi hai yaad
Saanso mein apni humko
Chupa le gaya koi
Meri to zindagi
Chura le gaya koi

Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi
Meri to zindagi
Chura le gaya koi
Na jaane ek nigah mein
Kya le gaya koi.

MovieGundaraj
SingerAlisha Chinai, Kumar Sanu
DirectorGuddu Dhanoa
Music ComposerAnu Malik
LyricistShyam Anuragi
Star CastAjay Devgn, Kajol, Anjali Jatthar, Mohan Joshi, Sharat Saxena, Asrani, Sulbha Arya, Suresh Chatwal, Usha Nadkarni, Achyut Potdar, Mohnish Behl, Amrish Puri, Beena, Deven Verma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *