Ek Hasina Lyrics | Bahu Rani | Amit Kumar, Asha Bhosle | R D Burman

Ek Hasina Lyrics | Bahu Rani | Amit Kumar, Asha Bhosle | R D Burman

Ek hasina jabse mili dil hain bekraar
Nind udi chain luta kya hai yahi pyaar
Ye kya huaa jo bhi huaa bura huaa yaar
Log kahe bada bura rog hain ye pyaar
Ya ya ya ya
Ek hasina jabse mili dil hain bekraar
Nind udi chain luta kya hain yahi pyaar
Ya ya ya ya la la la la

Pahale to jaadu kiyaa
Chori se dil le liya
Dil pe bada naaj tha
Dil ne hi dhokha diya
Hame diwaana bana ke
Diwaani hanse baar-baar
Hame diwaana bana ke
Diwaani hanse baar-baar
Ye kya huaa jo bhi huaa bura huaa yaar
Log kahe bada bura rog hain ye pyaar
Ya ya ya ya

Mayus hote ho kyu
Aashiq ho rote ho kyu
Main muft mara gaya
Rou na to kaya karu
Abhi to pyaar hain
Abhi se maan gaye haar
Abhi to pyaar hain
Abhi se maan gaye haar
Ek hasina jabse mili dil hain bekraar
Nind udi chain luta kya hain yahi pyaar
Ya ya ya ya la la la la

Maange se dil na mile
Dam hain to dil chhin le
Ab wo diwaane kahaa
Jinke ho ye hausale
Milega aisa diwaana karo kuchh roz intezaar
Milega aisa diwaana karo kuchh roz intezaar
Ek hasina jabse mili dil hain bekraar
Nind udi chain luta kya hain yahi pyaar
Ye kya huaa jo bhi huaa bura huaa yaar
Log kahe bada bura rog hain ye pyaar
Ya ya ya ya la la la la
Ya ya ya ya la la la la
Ya ya ya ya la la la la
Ya ya ya ya la la la la

MovieBahu Rani
SingerAmit Kumar, Asha Bhosle
DirectorManick Chatterjee
Music ComposerR D Burman
LyricistAnjaan
Star CastRakesh Roshan, Rekha, Utpal Dutt, Deven Verma, Usha Kiran, Rakesh Bedi, Urmila Bhatt, Dinesh Hingoo, Aruna Irani, Asha Sharma, Piloo Wadia, Guddi Maruti, Sunder

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *