Apni Hai Unchi Uraan Lyrics | Unchi Uraan | Shailendra Singh, Suresh Wadkar, Usha Mangeshkar | Jeetu Tapan

Apni Hai Unchi Uraan Lyrics | Unchi Uraan | Shailendra Singh, Suresh Wadkar, Usha Mangeshkar | Jeetu Tapan

La la la la la la
Ye rangile mast najaare
Dekho chalte saath hamaare
Ek thikaana kahaa hamara
Baadal jaise ham aawara
Are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
Are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
Apani hain unchi udaan
Unchi

Yu to ham hain sidhe saadhe
Fir bhi dil me laakh iraade
Yu to ham hain sidhe saadhe
Fir bhi dil me laakh iraade
Kaise-kaise armaa jaage
Duniyaa apane pichhe bhage
Apani manjil sabse aage
Apani manjil sabse aage
Are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
Are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
Apani hain unchi udaan
Unchi

Ham diwaane dil mastaana
Apne din hain apna jamana
Ham diwaane dil mastaana
Apne din hain apna jamana
Masti apni aakhe chume
Jhume ham to mausam jhume
Waqt ka pahiya hum se ghume
Waqt ka pahiya hum se ghume
Are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
Are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
Apani hain unchi udaan
Unchi

Kal ki baate ek fasaana
Lauta kab hain daur puraana
Kal ki baate ek fasaana
Tauta kab hain daur puraana
Pa le jo bhi aaj hain paana
Kaahe duniya se ghabraana
Ye safar hain kitana suhaana
Ye safar hain kitana suhaana
Are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
Are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
Apani hain unchi udaan
Unchi

Ye rangile mast najaare
Dekho chalte saath hamaare
Ek thikaana kahaa hamara
Baadal jaise ham aawara
Are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
Are jabhi chaahe ud ke chhu le ham asmaan
Apani hain unchi udaan
Unchi
La la la la la la
La la la la la la

MovieUnchi Uraan
SingerShailendra Singh, Suresh Wadkar, Usha Mangeshkar
DirectorJagjit Khurana
Music ComposerJeetu Tapan
LyricistJan Nisar Akhtar
Star CastSuresh Chatwal, P Jairaj, Javed Khan, Anant Mahadevan, Manmauji, Nana Palsikar, Pooja Saxena, Tun Tun, Mayur Verma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *