Ek haqeeqat tum lagte ho
Ek fasaana chand lage
Taaja taaja roop tumhaara
Kitna puraana chaand lage
Kitna puraana chaand lage
Pehle pehl jab dekha tumko
Jab tumko najaron ne chhua
Pehle pehl jab dekha tumko
Jab tumko najron ne chhua
Armaano ke pankh lage aur
Chup si hui meri ye jubaan
Ab apni kya baat kahun
Ab apni kya baat kahun
Mujhko deewaana chand lage
Taaja taaja roop tumhaara
Kitna puraana chaand lage
Kitna puraana chaand lage
Main kya thi kuchh bhi to nahi thi
Tum jo nahi the mere paas
Main kya thi kuchh bhi to nahi thi
Tum jo nahi the mere paas
Is chehre ki ek jhalak se ho gaya jine ka ehsaas
Haan ab ji chaahe chaand se keh du
Ab ji chaahe chaand se keh du
Mujhko begaana chand lage
Taaja taaja roop tumhaara
Kitna puraana chaand lage
Kitna puraana chaand lage
Kitna puraana chaand lage
Kitna puraana chaand lage
| Movie | Shaabash! You Can Do It |
| Singer | Lavanya, Javed Ali |
| Director | Shankar Mondal |
| Music Composer | Santosh Singh Dhaliwal |
| Lyricist | Dev Narayan |
| Star Cast | Hitesh Agrawal, Mansi Dovhal, Sudesh Berry, Rajeev Varma, Atul Kinagi, Vedita Pratap Singh, Nasir Khan, Vivek Shauq, Charu Sharma, Adi Irani, Praveen Singh Sisodia, Vishwajeet Pradhan, Rakesh Shrivastav, Aslam Khan |

