Ek Din Bhi Aisa Nahin Lyrics  | 7 Days | Avtar Gill, Goga Kapoor | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu | Babul Bose

Ek Din Bhi Aisa Nahin Lyrics | 7 Days | Avtar Gill, Goga Kapoor | Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu | Babul Bose

Ek din bhi aisa nahin katata
Jis din mein teri yaad na ho
Ek din bhi aisa nahin katata
Jis din mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho
Jis pal mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho

Dil hai mera jaise ek aayina
Jis mein tumhari hi surat hai
Dil hai mera jaise ek aayina
Jis mein tumhari hi surat hai
Mann ke mandir mein sajan
Bas teri hi murat hai
Tu dhadkano ki jarurat hai
Tu na ho to jaha aabad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho

Lamba hai ye ulfat ka safar
Har manzil se gujarna hai
Lamba hai ye ulfat ka safar
Har manzil se gujarna hai
Tu saath hai mere hamdam
Teri baaho mein hi marna hai
Jina been tere kaisa jina
Jis mein teri fariyaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho
Jis pal mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho
Ek pal bhi aisa nahin katata
Jis pal mein teri yaad na ho.

Movie7 Days
SingerKavita Krishnamurthy, Kumar Sanu
DirectorSunil Kumar
Music ComposerBabul Bose
LyricistNawab Arzoo
Star CastAvtar Gill, Goga Kapoor, Satyendra Kapoor, Viju Khote, Mac Mohan, Raza Murad, Amrit Pal, Ranjeet, Sudhir, Tiku Talsania
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *