Ek Dil Wo Bhi Lyrics  | Aabroo | Kamini Kaushal, Kishore Kumar | Talat Mahmood | Bulo C. Rani

Ek Dil Wo Bhi Lyrics | Aabroo | Kamini Kaushal, Kishore Kumar | Talat Mahmood | Bulo C. Rani

Ek dil wo bhi dard ka mara
Aatho pahar sataye
Zara zara si bat pe
Ab ghadi ghadi bhar aaye
Aye dil dekh liya
Aye dil dekh liya
Pyar kar ke aisho pe marke
Pyar kar ke aisho pe marke
Tujhko mila kya
Aye dil dekh liya
Aye dil dekh liya

Dukhiya dil ki haye buri hoti hai
Dukhiya dil ki haye buri hoti hai
Hil jati hai sari dunia
Hil jati hai sari dunia
Jab mohabbat roti hai
Tune anadi ye kya kiya
Aye dil dekh liya
Aye dil dekh liya

Lagi kisi ki koi na jane
Lagi kisi ki koi na jane
Haye ri duniya haye jamane
Haye ri duniya haye jamane
Or ek dil tod diya
Ja re anadi piya
Aye dil dekh liya
Pyar karke aisho pe marke
Pyar karke aisho pe marke
Tujhko mila kya
Aye dil dekh liya
Aye dil dekh liya.

MovieAabroo
SingerTalat Mahmood
DirectorChaturbhuj Doshi
Music ComposerBulo C. Rani
LyricistDeena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Star CastKamini Kaushal, Kishore Kumar, Madan Puri
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *