Dur Hoti Ja Rahi Hai Kalapna Lyrics | Samasya | Madhu Chanda, Pawan Dutt | Usha Mangeshkar | Bhaskar Chandavarkar

Dur hoti ja rahi hai kalapna
Paas aati ja rahi hai zindagi
Paas aati ja rahi hai zindagi

Dur hoti ja rahi hai kalapna
Paas aati ja rahi hai zindagi
Paas aati ja rahi hai zindagi

Jiwan ke is path par tere
Sath na koi jayega
Kathin samay me har koi tujhse
Apna hath chudayega
Phir bhi aage badh kar rahi
Phir bhi aage badh kar rahi
Sabko rah dikha dena
Aaj akele chalte chalte
Sabko rah dikha dena
Aaj akele chalte chalte
Sabko rah dikha dena.

MovieSamasya
SingerUsha Mangeshkar
DirectorK. Thankappan
Music ComposerBhaskar Chandavarkar
LyricistVirendra Mishra
Star CastMadhu Chanda, Pawan Dutt, Sajjan, Anjali Devi
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *