Dil Mera Tadpane Wala Shad Rahe Aabad Rahe Lyrics | Janmapatri | Hamida Banu | Gulshan Sufi

Dil Mera Tadpane Wala Shad Rahe Aabad Rahe Lyrics | Janmapatri | Hamida Banu | Gulshan Sufi

Dil mera tadpane wala
Shad rahe aabad rahe
Aankho me bas jaane wala
Shad rahe aabad rahe
Dil mera tadpane wala
Shad rahe aabad rahe

Jisne dil ko tod diya hai
Jisne mukhda mod liya hai
Wo tod ke dil ko jane wala
Shad rahe aabad rahe
Dil mera tadpane wala
Shad rahe aabad rahe

Jisne gum ka daan diya hai
Jisne ye ehsan kiya hai
Wo gum nagri me lane wala
Shad rahe aabad rahe
Dil mera tadpane wala
Shad rahe aabad rahe

Samjhi thi main jisko apna
Samjhi thi main jisko apna
Wo nikla ek jhutha sapna
Sapno me na aane wala
Shad rahe aabad rahe
Dil mera tadpane wala
Shad rahe aabad rahe
Aankho me bas jane wala
Shad rahe aabad rahe

MovieJanmapatri
SingerHamida Banu
Music ComposerGulshan Sufi
LyricistAziz Kashmiri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *