Dil Mera Rota Chala Jaye Lyrics | Kishore Mondal, Krish Mondal

Dil Mera Rota Chala Jaye Lyrics | Kishore Mondal, Krish Mondal

Kaise Hua Hai Dil Jaanta Hai
Teri Ye Raah Chal Diya
Dil Ko Na Jaane Ek Hi Dafa Mein
Aakhir Ye Kya Ho Gaya

Hum Rokar Bhi Tumko Na Ab Bhul Paaye
Dil Jab-Jab Sataye Haan Tumko Bulaye

Dil Mera Rota Chala Jaye
Dekho Kya Ho Gaya
Teri Hi Ye Baatein Kiya Jaye
Dekho Ye Kho Gaya

Dil Mera Rota Chala Jaye
Dekho Kya Ho Gaya
Rote-Rote Zikr Tera Laaye
Dekho Kya Kho Gaya

Jo Bhi Tujhko Hua Hai
Haan Main Dekh Rahi Hoon
Neendein Udd Bhi Gayi Jo
Sapne Hi Bun Rahi Hoon

Teri Nadani Ye Kya Kar Gayi
Humko Hami Se Khafa Kar Gayi
Kaise Kisi Ko Tujhe Sonp De
Jiski Hifazat Na Mumkin Kahin

Hum Rokar Bhi Tumko Na Ab Bhul Paaye
Dil Jab-Jab Sataye Haan Tumko Bulaye

Dil Mera Rota Chala Jaye
Dekho Kya Ho Gaya
Teri Hi Ye Baatein Kiya Jaye
Dekho Ye Kho Gaya

Dil Mera Rota Chala Jaye
Dekho Kya Ho Gaya
Rote-Rote Zikr Tera Laaye
Dekho Kya Kho Gaya

Dil Mera Rota Chala Jaye
Dekho Kya Ho Gaya
Teri Hi Ye Baatein Kiya Jaaye
Dekho Ye Kho Gaya

Dil Mera Rota Chala Jaye
Dekho Kya Ho Gaya
Rote-Rote Zikr Tera Laaye
Dekho Kya Kho Gaya

SingerKishore Mondal, Krish Mondal, Jyotica Tangri
Music ComposerAbhishek-Amol
LyricistAbhishek Talented
LabelRDC Melodies

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *