Tere saamne aa jaane se
Yeh dil mera dhadka hai
Yeh ghalti nahi hai teri
Kusoor nazar ka hai
Jis baat ka tujhko darr hai
Woh karke dikha doonga…
Aise na mujhe tum dekho
Seene se laga loonga
Tumko main chura loonga tumse
Dil mein chhupa loonga
Aise na mujhe tum dekho
Seene se laga loonga
Tumko main chura loonga tumse
Dil mein chhupa loonga
Tumse pehle, tumsa koi
Humne nahi dekha
Tumse pehle, tumsa koi
Humne nahi dekha
Tumhe dekhte hi
Mar jaayenge
Yeh nahi tha socha
Baahon mein teri, meri
Yeh raat thehar jaaye
Tujhme hi kahin pe meri
Subah bhi guzar jaaye
Baahon mein teri, meri
Yeh raat thehar jaaye
Tujhme hi kahin pe meri
Subah bhi guzar jaaye
Jis baat ka tujhko darr hai
Woh kar ke dikha dunga…
Aise na mujhe tum dekho
Seene se laga lunga
Tumko main chura lunga tumse
Dil mein chhupa lunga
Aise na mujhe tum dekho
Seene se laga lunga
Tumko main chura lunga tumse
Dil mein chhupa lunga
Dil mein chupa lunga…
| Movie | Wajah Tum Ho |
| Singer | Armaan Malik, Tulsi Kumar |
| Director | Vishal Pandya |
| Music Composer | Meet Bros Anjan Ankit, Rahul Dev Burman, Meet Bros Anjan Ankit |
| Lyricist | Anand Bakshi, Rakesh Kumar (Kumaar) |
| Star Cast | Sharman Joshi, Sana Khan, Gurmeet Choudhary, Rajneesh Duggal |
| Label | T-Series |

