Dil Ki Nazar Se Lyrics | Kuch Khwaab Aise (Album) | Shekhar Suman | Aadesh Shrivastava

Dil Ki Nazar Se Lyrics | Kuch Khwaab Aise (Album) | Shekhar Suman | Aadesh Shrivastava

Dil ki najar se humne chahat ka chand dekha
Dil ki najar se humne chahat ka chand dekha
Bechain zindagi ne rahat ka chand dekha
Dil ki najar se humne chahat ka chand dekha

Yu to har ek chehra didar ke hai kaabil
Yu to har ek chehra didar ke hai kaabil
Barso ke baad apni
Barso ke baad apni
Hasrat ka chand dekha
Bechain zindagi ne rahat ka chand dekha
Dil ki najar se humne chahat ka chand dekha

Ek pal me jaise sara aalam badal gaya hai
Ek pal me jaise sara aalam badal gaya hai
Lagta hai aaj humne kismat ka chand dekha
Bechain zindagi ne rahat ka chand dekha
Dil ki najar se humne chahat ka chand dekha
Bechain zindagi ne rahat ka chand dekha

MovieKuch Khwaab Aise (Album)
SingerShekhar Suman
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistShekhar Suman

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *