Diwana diwana diwana
Nahi tha main pahle diwana
Diwana diwana diwana
Nahi tha main pahle diwana
Kisi ki adao ka pagal
Nahi tha nahi tha main pahle
Tumhari adao se ghayal ho gaya hu
Diwana main diwana ho gaya hu
Ho gaya hu
Teri ye julfe
Teri ye aankhe
Teri ye julfe
Teri ye aankhe
Tera ye daaman churana
Teri ye shokhi
Tere ye nakhre
Teri ye shokhi
Tere ye nakhre
Tera ye jadu chalana
Teri tamanna karta hu pal pal
Tujhme hi main kho gaya hu
Kho gaya hu
Diwana diwana diwana ho gaya hu
Ho gaya hu
Teri hi yaade
Tere hi sapne
Teri hi yaade
Tere hi sapne
Ab meri zindagi hai
O teri ye surat
Teri mohabbat
Teri ye surat
Teri mohabbat
Ab to meri bandgi hai
Dil me kiya hai tune wo hulchal
Kya se main kya ho gaya hu
Ho gaya hu
Diwana diwana diwana
Nahi tha main pahle diwana
Diwana diwana diwana
Nahi tha main pahle diwana
Kisi ki adao ka pagal
Nahi tha nahi tha main pahle
Tumhari adao se ghayal ho gaya hu
Diwana main diwana ho gaya hu
Ho gaya hu
| Movie | Kuch Khwaab Aise (Album) |
| Singer | Shekhar Suman |
| Music Composer | Aadesh Shrivastava |
| Lyricist | Shekhar Suman |

