Dil Ki Dhadkan Bana Lyrics  | Mumtaz Mahal | Khursheed, Madhubala | Khursheed Bano | Khemchand Prakash

Dil Ki Dhadkan Bana Lyrics | Mumtaz Mahal | Khursheed, Madhubala | Khursheed Bano | Khemchand Prakash

Dil ki dhadkan bana liya unko
Dil ki dhadkan bana liya unko
Putliyon mein chhupa liya unko
Putliyon mein chhupa liya unko

Jinke choomein
Kadam bahaaron ne
Jinke choomein
Kadam bahaaron ne
Muskura kar lubha liya unko
Muskura kar lubha liya unko
Dil ki dhadkan bana liya unko

Toliyaan dhoondhtin hain taaron ki
Toliyaan dhoondhatin hain taaron ki
Maine jab se chura liya unko
Maine jab se chura liya unko
Dil ki dhadkan bana liya unko.

MovieMumtaz Mahal
SingerKhursheed Bano
DirectorKidar Nath Sharma
Music ComposerKhemchand Prakash
LyricistWali Sahab
Star CastKhursheed, Madhubala, Chandra Mohan, Yakub
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *