Dil Gaya Mera Dil Gaya Lyrics | Tumse Achcha Kaun Hain – 2002 | Sonu Nigam | Nadeem-Shravan

Dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya
Dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya
Dekh ke tum ko yaar aaj pehli baar
Lagta hai humko ho gaya hai pyaar
Dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya
Dekh ke tum ko yaar aaj pehli baar
Lagta hai humko ho gaya hai pyaar
Dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya
Dil gaya dil gaya mera dil gaya

Yeh deewaangi kya baat hai yeh dil ki lagi kya baat hai
Naseebon ka khel kya baat hai hamara yeh mel kya baat hai
Tumhi se hai roshan yeh duniya meri hai mujhpe tumhaara nasha
Dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya
Dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya

Suro ki hawa chalti rahe naye saaz mein dhalti rahen
Mohabbat ki dhun bajti rahen yeh mehfil sada sajti rahen
Meri dhadkanon mein samaye ho tum kabhi ho hum na juda
Dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya
Dil gaya dil gaya mera dil gaya
Dekh ke tum ko yaar aaj pehli baar
Lagta hai humko ho gaya hai pyaar
Dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya
Dil gaya dil gaya mera dil gaya
Dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya
Dil gaya dil gaya mera dil gaya
Dil gaya dil gaya mera dil gaya dil gaya
Dil gaya dil gaya mera dil gaya

MovieTumse Achcha Kaun Hain - 2002
SingerSonu Nigam
Music ComposerNadeem-Shravan
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *