Dil Gaya Dard Raha Sine Me (Unche Mahal Me Rahne Wale) Lyrics | Patrani | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Dil Gaya Dard Raha Sine Me (Unche Mahal Me Rahne Wale) Lyrics | Patrani | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Unche mahal me rahne wale
Kabhi idhar bhi dekh le
Dil gaya
Dil gaya dard raha sine me
Dil gaya
Tum nahi kuch bhi nahi jine me
Dil gaya

Aankho me tum aaye jab se
Kuch aur nahi sujha tab se
Aankho me tum aaye jab se
Kuch aur nahi sujha tab se
Tarsa ke hume barsat gayi
Har rat gayi tadpake
Har rat gayi tadpake
Dil gaya
Dil gaya dard raha sine me
Dil gaya
Tum nahi kuch bhi nahi jine me
Dil gaya

Tum raat ke taro se puchho
Bechain baharo se puchho
Tum raat ke taro se puchho
Bechain baharo se puchho
Mai kiske liye jagi sajna
Ye nain ke dip jala ke
Ye nain ke dip jala ke
Dil gaya
Dil gaya dard raha sine me
Dil gaya
Tum nahi kuch bhi nahi jine me
Dil gaya
Dil gaya dard raha sine me
Dil gaya

MoviePatrani
SingerLata Mangeshkar
DirectorVijay Bhatt
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistShailendra
Star CastPradeep Kumar, Shashikala, Vyjayanthimala, Durga Khote, Om Prakash

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *