Dil du ki naa du
Dil du ki na du
Dil du ki na du
Baato pe kua inke bharosha
Dil du ki na du
Dil du ki na du
Baato pe kua inke bharosha
Wada to wo karte hain
Vafa mujhse karenge
Wada to wo karte hain
Vafa mujhse karenge
Jholi meri ummid ke phulo se bharenge ae
Jholi meri ummid ke phulo se bharenge ae
Ae ae ae ae
Dil du ki na du
Dil du ki na du
Baato pe kua inke bharosha
Mumkin hain mumkin hain ki
Dil lete hi fauran wo badal jaaye
Mumkin hain mumkin hain ki
Dil lete hi fauran wo badal jaaye
Barsaat ke mausam me
Mujhe dur na karna
Barsaat ke mausam me
Mujhe dur na karna
Kahte hain bura hota hain
Har shak ka natija
Kahte hain bura hota hain
Har shak ka natija
Aa aa aa aa
Dil du ki na du
Dil du ki na du
Baato pe kua inke bharosha
Wada to wo karte hain
Vafa mujhse karenge
Wada to wo karte hain
Vafa mujhse karenge
Jholi meri ummid ke phulo se bharenge ae
Dil du ki na du
| Movie | Nadaan |
| Singer | Noor Jehan |
| Music Composer | Datta Korgaonkar |
| Lyricist | Zia Sarhadi |
| Star Cast | Aman, Noor Jehan, Masood |

