Ab Toh Nahin Duniya Me Lyrics | Nadaan | Noor Jehan | Datta Korgaonkar

Ab Toh Nahin Duniya Me Lyrics | Nadaan | Noor Jehan | Datta Korgaonkar

Ab to nahi dunya me kahi
Apna thikana
Dushman hain jamana
Dushman hain jamana
Ab to nahi duniya me kahin
Apna thikana
Dushman hain jamana
Dushman hain jamana

Ab kisse kahe kaun sune
Apna fasana
Dushman hain jamana
Ab kisse kahe kaun sune
Apna fasana
Dushman hain jamana

Mana ke ham ek tarah se laachar huye hain
Mana ke ham ek tarah se laachar huye hain
Sab kaam hamare liye dushvaar huye hain
Sab kaam hamare liye dushvaar huye hain
Lekin kabhi kadmo se dare hain na darenge
Lekin kabhi kadmo se dare hain na darenge
Sab kah ke rahenge gam jayenge takdir ke
Tiro ka nishana
Dushman hain jamana
Ab to nahi duniya me kahin
Apna thikana
Dushman hain jamana
Dushman hain jamana

Aaye gaye jab isime to royenge hasenge
Aaye gaye jab isime to royenge hasenge
Is pal ko jiyenge
Soyi huyi takdeer ko aata hai jagaana
Dushman hain jamana
Ab to nahi duniya me kahin
Apna thikana
Dushman hain jamana
Dushman hain jamana
Ab to nahi duniya me kahin
Apna thikana
Dushman hain jamana
Dushman hain jamana

MovieNadaan
SingerNoor Jehan
Music ComposerDatta Korgaonkar
LyricistZia Sarhadi
Star CastAman, Noor Jehan, Masood

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *