Dhool Me Jaise Chhupa Phool Lyrics  | Bandhan | Pradeep Kumar, Meena Kumari | Hemanta Kumar Mukhopadhyay | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Dhool Me Jaise Chhupa Phool Lyrics | Bandhan | Pradeep Kumar, Meena Kumari | Hemanta Kumar Mukhopadhyay | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Dhool me jaise chhupa phool
Aur chhupi phul me bat
Mati ke putle vaise hi
Parbhu hai tere pas
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar

Jat pat ke jhute bandhan
Mane jo insan
Wo murakh karta hai jag
Ke malik ka apman
Jat pat ke jhute bandhan
Mane jo insan
Wo murakh karta hai jag
Ke malik ka apman
Aapas me jo unch nich ki
Khadi kare diwar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar

Nil gagan ko dekh raha kyu
O parani nadan
Tu chahe to mil sakta hai
Dharti par bhagwan
Nil gagan ko dekh raha kyu
O parani nadan
Tu chahe to mil sakta hai
Dharti par bhagwan
Dekh kisi ke dukhiya dil me
Data ka darbar
Milega phir tujhko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar.

MovieBandhan
SingerHemanta Kumar Mukhopadhyay
DirectorHemchandra Chunder
Music ComposerHemanta Kumar Mukhopadhyay
LyricistRajendra Krishan
Star CastPradeep Kumar, Meena Kumari, Motilal, David, Shashikala, Achla Sachdev, Asit Sen
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *