Der se huwa par pyar toh huwa re
Der se huwa par pyar toh huwa re
O dilruba tune dil le liya re ho
Der se huwa par pyar toh huwa re
O dilruba tune dil le liya re ho
Kya hai mohabbat yeh mujhko bataya
Inn dhadkno ko dhadkna sikhaya
Ho bechainiya di mere pyase din ko
Rato ko tune tadapna sikhaya
Mushkil bada intzar huwa re
O dilruba tune dil le liya re ho
Ankho se neendein churata nahi tha
Dard-e-jigar ko badata nahi tha
Ho tanha akeli thi ye jindgaani
Koi khayalo me aata nahi tha
Ye haal to pehli baar hua re
O dilruba tune dil le liya re ho
Der se huwa par pyar toh huwa re
O dilruba tune dil le liya re ho
| Movie | Hum Ho Gaye Aap Ke |
| Singer | Kumar Sanu |
| Director | Ahathian |
| Music Composer | Nadeem Shravan |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Fardeen Khan, Reema Sen, Apoorva Agnihotri, Suman Ranganathan, Suresh Oberoi, Neena Kulkarni, Mahesh Thakur, Sadashiv Amrapurkar, Ali Asgar, Achyut Potdar, Suhas Joshi, Jaya Bhattacharya |

