Dekho Ji Raat Ko Julam Ho Gaya Lyrics | Beimaan | Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Dekho Ji Raat Ko Julam Ho Gaya Lyrics | Beimaan | Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Dekho ji raat ko julam ho gaya ungali dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud so gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya ungali dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud so gaya khud so gaya
Khud so gaya dekho ji raat ko julam ho gaya

Julfo ko chheda aachal udaya baaho ko chhua mujhko sataya
Deke bharose deke dilaase dard uthake aag lagake
Aankhe milake ye sitam ho gaya
Haye haye ungali dabake haye chhankake
Mujhko jagake jaane khud so gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya

Meri hai galati meri naadani samajhi naa teri main beimaani
Aisa naa dekha chor anokha pyar ka waada waade mein dhoka
Puchhe bina hi mera dil le gaya ungali dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud so gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya

Meri adaye hai mastani mujhko to chaahe duniya deewani
Dekha jo usko hui hairani buddhe pe dekho aa gayi jawani
Buddhe ko tauba tauba ye kya ho gaya
Are are are ungali dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud so gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya
Ungali dabake haye chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud so gaya
Khud so gaya dekho ji raat ko julam ho gaya

MovieBeimaan
SingerAsha Bhosle
DirectorSohanlal Kanwar
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistVerma Malik
Star CastManoj Kumar, Rakhee, Pran, Nazima, Sneh Lata, Premnath, Tun Tun, Gulshan Bawra, Sulochana, Murad, Prem Chopra, Raj Mehra

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *