Dekhne Waalo Tham Lo Dil Ko Apna Tamasha Shuru Ho Gaya Lyrics | Karorepati | Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Dekhne Waalo Tham Lo Dil Ko Apna Tamasha Shuru Ho Gaya Lyrics | Karorepati | Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Dekhne walo tham lo dil ko apna tamasha shuru ho gaya
Dekhne walo tham lo dil ko apna tamasha shuru ho gaya
Husn ne haskar thodi kayamat fir se wo kissa shuru ho gaya

Meri wafa ka unko pata kya unka sabab nasha
Meri wafa ka unko pata kya unka sabab nasha
Unka jamana mahfil me unki kisse karu mai gila
Kisse karu mai gila dekhne walo tham lo dil ko
Apna tamasha shuru ho gaya husn ne haskar thodi kayamat
Fir se wo kissa suru ho gaya

Waqt hai thoda rat jara si chand bhi dhalne ko hai
Waqt hai thoda rat jara si chand bhi dhalne ko hai
Ab dine nadan hosh me aaja chal wo chalne ko hai
Chal wo chalne ko hai dekhne walo tham lo dil ko
Apna tamasha shuru ho gaya husn ne haskar thodi kayamat
Fir se wo kissa suru ho gaya

Koi to roke or batade mai kahne aaya tha kya
Koi to roke or batade mai kahne aaya tha kya
Wo to hai nadan samjhe na samjhe kya hai ishara mera
Kya hai ishara mera dekhne walo tham lo dil ko
Apna tamasha shuru ho gaya husn ne haskar thodi kayamat
Fir se wo kissa suru ho gaya

MovieKarorepati
SingerKishore Kumar
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistShailendra
Star CastKishore Kumar, Shashikala, Kum Kum, Alhad Radha Krishnan, K N Singh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *