Jaan o meri kyun ho kafa
Mere dil ki sun awaz
Sun le ab khul jayenge raaz
Dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha
Nazarein milake dekh jaan paas aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
Din raaton ke wo shahjade
Dun tera pta
Is taak jhaank mein
Ye kon si talaash mein
Shikar dhundta hai tu kya
Shaam hai paheli hai raat ajnabi si
Chhaye bechaniya
Jaan bhi akeli koi
Thaam le hatheli
Kyun hai betabiyan
Dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha
Nazarein milake dekh jaan paas aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
Khamoshiyan bhi ye teri bayan kare kahani
Behaki behaki si shaam hai chaukhi ruhani
Shaam hai paheli hai raat ajnabi si
Chhaye bechaniya
Jaan bhi akeli koi
Thaam le hatheli
Kyun hai betabiyan
Dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha
Nazarein milake dekh jaan paas aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
Din raaton ke wo shahjade
Dun tera pta
Is taak jhaank mein
Ye kon si talaash mein
Shikar dhundta hai tu kya
Dekhe meri aankho mein jo chad jaye nasha
Nazarein milake dekh jaan paas aake dekh
Jaam dhundta hai tu kya
| Movie | Main Aur Charles |
| Singer | Saba Azad |
| Director | Prawaal Raman |
| Music Composer | Aditya Trivedi |
| Lyricist | Kartik Chaudhry |
| Star Cast | Randeep Hooda, Nandu Madhav, Adil Hussain, Richa Chadda, Alexx ONeil, Tisca Chopra, Vipin Sharma, Kainaat Arora, Lucky Morani, Mandana Karimi, Sundeep Punia, Satyakam Gupta, Saurabh Sarkar, Shanti Mei, Abhishek Diwan, Aga Kaipa, Anjor Sharma, Deepak Shrof |

