Dekha Maine Ek Sapna Lyrics  | Policewala Gunda | Sudesh Berry, Mamta Kulkarni | Kumar Sanu, Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri

Dekha Maine Ek Sapna Lyrics | Policewala Gunda | Sudesh Berry, Mamta Kulkarni | Kumar Sanu, Lata Mangeshkar | Bappi Lahiri

Maine dekha
Sapna dekha ek sapna
Mere dil mein koi aaya
Dastak diye begair
Maine dekha
Sapna dekha ek sapna

Aji apne aap dil ne
Darwaje khol diye
Panchi ne udne ke liye
Par khol diye
Aji apne aap dil ne
Darwaje khol diye
Panchi ne udne ke liye
Par khol diye
Chahat ne di manjuri
Shikwa kiye begair
Maine dekha
Sapna dekha ek sapna

Mere dil mein tumhari
Jagah ye kaise jan gaye
Dekhe tumhara badan koi
Dil sah na sake
Saathi tujhko man liya
Tere sang jiye begair
Maine dekha
Sapna dekha ek sapna
Mere dil mein koi aaya
Dastak diye begair
Maine dekha
Sapna dekha ek sapna.

MoviePolicewala Gunda
SingerKumar Sanu, Lata Mangeshkar
DirectorPappu Verma
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistMaya Govind
Star CastSudesh Berry, Mamta Kulkarni, Reena Roy, Mukesh Khanna, Ranjeet 1, Jay Mehta, Dharmendra
LabelT Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *