Dard Hi Khud Lyrics  | In Search Of Meer | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Dard Hi Khud Lyrics | In Search Of Meer | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Ibtada e ishq hain
Rota hain kyaa
Ibtada e ishq hain
Rota hain kyaa
Aage aage dekhiye
Hota hain kyaa

Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq
Shaikh kyaa jaane tu
Shaikh kyaa jaane tu
Ke kyaa hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq

Ishq hi ishq hain jahaan dekho
Ishq hi ishq hain jahaan dekho
Saare aalam mein
Saare aalam mein
Bhar raha hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq

Gar tarash tish khuda ki sabitgi
Gar tarash tish khuda ki sabitgi
Kis soorat mein
Kis soorat mein ho bhala hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq

Meri jee jard hote jaate ho
Meri jee jard hote jaate ho
Kyaa kahin tumne
Kyaa kahin tumne
Phir kiya hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq
Shaikh kyaa jaane tu
Shaikh kyaa jaane tu
Ke kyaa hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq
Dard hi khud hain
Khud dawa hain ishq.

MovieIn Search Of Meer
SingerPankaj Udhas
Music ComposerPankaj Udhas
LyricistShaikh Adam Abuwala
Star CastPankaj Udhas
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *