Daayein Baayein Lyrics  | Guzaarish | Hrithik Roshan, Aishwarya Rai | Krishnakumar Kunnath (K.K) | Sanjay Leela Bhansali

Daayein Baayein Lyrics | Guzaarish | Hrithik Roshan, Aishwarya Rai | Krishnakumar Kunnath (K.K) | Sanjay Leela Bhansali

Daayein baayein chahat chaaye
Phir se, bhooli bisri yaadein aayi
Ghir ke, kisne chaahat yeh barsaayi
Ho kisne chaahat yeh barsaayi
Neela ambar sarka jaise, sar se
Phir se, taare toote girke
Daayein baayein chaahat chaaye
Phir se, bhooli bisri yaadein aayi
Ghir ke

Mausam ka ehsaan hai
Tu mera mehmaan hai
Khidmat mein bolo jaan rakh doon
Hoo khidmat mein bolo jaan rakh doon
Tumse milke jiya aise, jaise
Phir se, jee utha hoon marrke
Daayein baayein chaahat chaaye
Phir se, bhooli bisri yaadein aayi
Ghir ke.

 

MovieGuzaarish
SingerKrishnakumar Kunnath (K.K)
DirectorSanjay Leela Bhansali
Music ComposerSanjay Leela Bhansali
LyricistA.M. Turaz
Star CastHrithik Roshan, Aishwarya Rai
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *