Chaand Ki Katori Lyrics  | Guzaarish | Hrithik Roshan, Aishwarya Rai | Harshdeep Kaur | Sanjay Leela Bhansali

Chaand Ki Katori Lyrics | Guzaarish | Hrithik Roshan, Aishwarya Rai | Harshdeep Kaur | Sanjay Leela Bhansali

Chaand ki katori hai
Raat yeh chatori hai
Chaand ki katori hai
Raat yeh chatori hai
Saare taare ik taraf
Hoo saare taare ik taraf
Zindagi batori batori hai
Chaand ki katori hai
Raat yeh chatori hai

Rishtey cheenay mal mal ke
Hoo rishtey cheenay mal mal ke
Thand mein thithur ke sikhud ke bikhar jaate hai
Mohabbat ka sweater kis ke liye buntey hai
Saare taare ik taraf
Zindagi batori batori hai
Chaand ki katori hai

Khwaab yeh khwaab yeh
Rozana ki baarish mein gal jaatey hai
Gareebi ke maare hum
Haathon ka chaata banate hai
Saare taare ik taraf
Hoo saare taare ik taraf
Zindagi batori batori hai
Chaand ki katori hai
Raat yeh chatori hai.

 

MovieGuzaarish
SingerHarshdeep Kaur
DirectorSanjay Leela Bhansali
Music ComposerSanjay Leela Bhansali
LyricistVibhu Puri
Star CastHrithik Roshan, Aishwarya Rai
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *