Yaar mera
Mera yaar yaar mujhme
Mera pyar pyar tujhme
Mera yaar yaar mujhme
Mera pyar pyar tujhme
Mujhse kho gaye
Ha mujhse kho gaye ho tum
Teri yaado mein
Ha teri yaado mein main gum
Haste mujhpe din mere
Raate hi hai jo karti hai chugliya
Mera yaar yaar mujhme
Mera pyar pyar tujhme
Mera yaar yaar mujhme
Mera pyar pyar tujhme
O yaara tere naal ai ankhiyan lagiyaan
Ki aisiyaan sachchiyaan mohabbataan pakiyan
Ki mere pichhe ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya
O yaara tere naal ai ankhiyan lagiyaan
Ki aisiyaan sachchiyaan mohabbataan pakiyan
Ki mere pichhe ishq payaan
Hai dil mera thirak gaya
Khwab dekhe tere jaage jaage maine
Nindo pe pehra hai tera
Raat kaate taare ginte huve saare
Chaand mein chehra hai tera
Raato ki saja ho
Subaho ka nasha ho tum
Teri yaad mein
Ha teri yaad mein main gum
Haste mujhpe din mere
Raate hi hai jo karti hai chugliya
Mera yaar yaar mujhme
Mera pyar pyar tujhme
Mera yaar yaar mujhme
Mera pyar pyar tujhme
Karenge bahane milne ke saare
Par ab miloge tum kaha
Aayenge chhuke ghar ko tumhare
Aur hum jalenge khamokha
Saanso mein ghula ho
Pyar ka dhuwa ho tum
Teri yaado mein
Ha teri yaado mein main gum
Haste mujhpe din mere
Raate hi hai jo karti hai chugliya
Mera yaar yaar mujhme
Mera pyar pyar tujhme
Mera yaar yaar mujhme
Mera pyar pyar tujhme
| Movie | Once Upon A Time In Mumbaai Dobaara |
| Singer | Javed Ali, Sahir Ali Bugga |
| Director | Milan Luthria |
| Music Composer | Pritam Chakraborty |
| Lyricist | Rajat Arora |
| Star Cast | Akshay Kumar, Imran Khan, Sonakshi Sinha, Sonali Bendre, Sarfaraz Khan, Abhimanyu Shekhar Singh, Hussain Shaikh, Mushtaq Khan, Pitobash Tripathy, Tiku Talsania |

