Chori Se Saiyaan Ne Mujhko Pukaara Lyrics | Prajakta Shukre – Dhakka | Prajakta Shukre

Chori Se Saiyaan Ne Mujhko Pukaara Lyrics | Prajakta Shukre – Dhakka | Prajakta Shukre

Chori se saiyaan ne mujhko pukaara
Ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
Ki gali gali jaan gayi
Gali gali mach gaya shor
Chori se saiyaan ne mujhko pukaara
Ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
Ki gali gali jaan gayi
Gali gali mach gaya shor

Teri nigaahein meri adaayein
Zulmi zamaane se kaise chhupaaye
Teri nigaahein meri adaayein
Zulmi zamaane se kaise chhupaaye
Ki sabki nazar iss or
Chori se saiyaan ne mujhko pukaara
Ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
Ki gali gali jaan gayi
Gali gali mach gaya shor
Chori se saiyaan ne mujhko pukaara
Ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
Ki gali gali jaan gayi
Gali gali mach gaya shor

Barsa de saajan chaahat ka saawan
Bheege yeh gora tan naache yeh mann
Barsa de saajan chaahat ka saawan
Bheege yeh gora tan naache yeh mann
O jungle mein naache jaise mor
Chori se saiyaan ne mujhko pukaara
Ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
Ki gali gali jaan gayi
Gali gali mach gaya shor
Chori se saiyaan ne mujhko pukaara
Ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
Ki gali gali jaan gayi
Gali gali mach gaya shor
Chori se saiyaan ne mujhko pukaara
Ki maine bhi chupke se kiyaan ishaara
Ki gali gali jaan gayi
Gali gali mach gaya shor

MoviePrajakta Shukre - Dhakka
SingerPrajakta Shukre

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *