Chor Chori Se Jaaye Hera Pheri Se Na Jaye Lyrics | Ghulam Begum Badshah | Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Chor Chori Se Jaaye Hera Pheri Se Na Jaye Lyrics | Ghulam Begum Badshah | Lata Mangeshkar | Kalyanji Anandji

Chor chori se jaye hera feri se na jaye
Chor chori se jaye hera feri se na jaye
Luta hai pyar kisi ka china hai yar kisi ka
Are fir bhi sharam na aaye haye fir bhi sharam na aaye
Chor chori se jaye hera feri se na jaye
Chor chori se jaye hera feri se na jaye

Rat ko are rat ko chori chori daka dale
Ye jalim to ye jalim to dil ko tode dilwalo ke tale
Kaun kahta hai isko chori ye to hai sina jori
Sari dunia hasi udaye
Are fir bhi sharam na aaye haye fir bhi sharam na aaye
Chor chori se jaye hera feri se na jaye
Chor chori se jaye hera feri se na jaye

Are bag kisi ka phul kisi ke
Ban baitha ye mali dil hi dil me
Are dil hi dil me kosh rahi hai isko dali dali
Kachi kaliyo ka dil ye tode or jidd na apni chode
Apna karaya aankh dikhaye
Are fir bhi sharam na aaye haye fir bhi sharam na aaye
Chor chori se jaye hera feri se na jaye
Chor chori se jaye hera feri se na jaye
Are fir bhi sharam na aaye haye fir bhi sharam na aaye
Chor chori se jaye hera feri se na jaye
Chor chori se jaye hera feri se na jaye

MovieGhulam Begum Badshah
SingerLata Mangeshkar
DirectorJamboo
Music ComposerKalyanji Anandji
LyricistRajinder Krishan
Star CastAnil Dhawan, Shatrughan Sinha, Moushmi Chatterjee, Anjana, Mohan Choti, David, Jadish Raj, Jagdeep, Neelam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *