(Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri) – (2)
(Sham hui ye desh birana
Tujh ko apne balam ghar jana
Sajan ghar jana) – (2)
Raah me murakh mat lut jana
Mat lut jana
(Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri) – (2)
(Babul ka ghar chhuta jaye
Ankhiya ghor andhera chhaye
Ji dil ghabraye) – (2)
Aankh se tapke dil ka khazana
Dil ka khazana
(Chhoti si ye zindgani re
Char din ki javani teri
Hay re hay
Gam ki kahani teri) – (2)
| Movie | Aah |
| Singer | Mukesh |
| Music Composer | Shankar-Jaikishan |
| Lyricist | Shailendra |