Chham Chham Baje Payal Matwali Lyrics | Tarzan Comes To Delhi | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar | Dattaram Wadkar

Chham Chham Baje Payal Matwali Lyrics | Tarzan Comes To Delhi | Asha Bhosle, Usha Mangeshkar | Dattaram Wadkar

Cham cham baje payal matwali
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sharmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali

Tham tham ke mai chalti hu
Haye tham tham ke mai chalti hu
Par phir bhi balam tere sar ki kasam
Nahi chupte tarane cham cham ke
Dhadak jaye dil to yahi khota hai
Dhadak jaye dil to yahi khota hai
Tham tham ke mai chalti hu
Par phir bhi balam tere sar ki kasam
Nahi chupte tarane cham cham ke

Haye deti hai tane ye sari khudai
Deti hai tane ye sari khudai
Piya aaj mujhe laaz badi aayi re
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali

Diwana dil mastana haye diwana dil mastana
Aise aahe bhare aisi bate kare sunle na koi afsana
Machal jaye dil to yahi rota hai
Machal jaye dil to yahi rota hai
Diwana dil mastana aise aahe bhare aisi bate kare
Sun le na koi afsana haye tera hai kya piya tu hai saudai
Tera hai kya piya tu hai saudai
Ho na jaye kahi meri ruswai re
Cham cham baje payal matwali
Cham cham baje payal matwali
Kabhi jiya ghabraye kabhi nain sarmaye
Piya kaisi najar tune dali
Cham cham baje payal matwali

MovieTarzan Comes To Delhi
SingerAsha Bhosle, Usha Mangeshkar
DirectorKedar Kapoor
Music ComposerDattaram Wadkar
LyricistAnand Bakshi
Star CastDara Singh Randhawa, Mumtaz, Bhagwan, Vishwa Mehra, Siddhu, Bela Bose, Helen

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *