Bhulne waale
Bhulne waale
Bhulane ke din yaad aate hai
Dard ban ke meri
Nas nas me chubhe jaate hai
Ae dil kaha le jaau
Ae dil kaha le jaau
Ab kaun thikana hai
Ae dil kaha le jaau
Ab kaun thikana hai
Apne na huye apne
Ye kaisa zamana hai
Apne na huye apne
Ye kaisa zamana hai
Bijali mohabbat kosida
Toofan qayamat ka
Bijali mohabbat kosida
Toofan qayamat ka
Hansna bhi to duniya me
Hansna bhi to duniya me
Rone ka bahana hai
Hansna bhi to duniya me
Rone ka bahana hai
Fir aankh bhar aayi hai
Fir yaad teri aayi
Fir aankh bhar aayi hai
Fir yaad teri aayi
Ye geet hain dardile
Ye geet hain dardile
Ye raag rulana hai
Ye geet hain dardile
Ye raag rulana hai
Ae dil kaha le jaau
Ae dil kaha le jaau
Ae dil kaha le jaau
Ae dil kaha le jaau
Ae dil kaha le jaau
Ab kaun tikana hai
Apne na huye apne
Ye kaisa zamana hai
| Movie | Shaadi |
| Singer | Khursheed |
| Director | Jayant Desai |
| Music Composer | Khemchand Prakash |
| Star Cast | Madhuri, Motilal, Khurshid, Ishwarlal, Ghori |

